Hello Guys, Firstly Welcome To TechnicalBros. So Dosto Aaj Hum Bat Karne Wale Hain MIUI 12 Updated Ke Bare Me. Ji Ha Dosto Abhi Tak Aap Log MIUI 11 Use Kar Rahe The. Lakin Abhi Xiaomi Ne Announcement Kiya Hai Ki Jaldi Hi Xiaomi Ke Kuch Latest Smartphone Me MIUI 12 Stable Update Milne Wala Hai. So Aaj Ke Es Article Me Hum Hum Bat Karenge Ki MIUI 12 Update Me Aapko Kya Milne Wala Hai. So Chaliye Suru Karte Hain –
Table Of Contents
Xiaomi MIUI 12 Update :-
Firstly Dosto Xiaomi Ke MIUI 12 Beta Update Me Aapko Bahut Kuch Fresh Dekhne Ko Milega. Ye Bat To Sach Hai. Lakin Aapko Apne Mobile Me Kya Kya Changes Dekhane Ko Milenge, Kya Kuch Naya Add Hone MIUI 12 UpdateWala Hai, Ya Ho Sakta Hai. Iske Bare Me Hum Aapko Yaha Batane Wale Hain To Aaye Dekhate Hain Aapko Kya Kuch Naya Milega MIUI 12 Stable Update Me…
1. Notified When App Uses Personal Data :-
So Dosto Jaisa Ki Aap Samjh Gaye Honge. Agar Nahi To Mai Aapko Bata Du Ki MIUI 12 Update “TUV Rheinland Certification” Ke Sath Launch Hoga Jisme Aapko Premium Level Ki Security Dekhane Ko Milegi.
So Jaise Hi Aap Koi Bhi Aap Ya Game Ko Open Karenge, To Aapko Notified Kiya Jaega. Because Ki Ye App Ya Fir Game Aapke Konse Personal Data Ko Access Kar Raha Hai. So Dosto I Think Ki Ye Ek Bahut Hi Achha Feature Hone Wala Hai. Xiaomi Ki Devices Me Jisme MIUI 12 Update Aaega.
2. Virtual Identity :-
So Dosto MIUI 12 Beta Update Me Aapko Virtual Identity Ka Feature Dekhane Ko Milega. Iska Matlab Ye Hai Ki Ab Aapko Kisi Bhi Website Ya Apps Par Apni Personal Identity Dene Ki Jarurat Nahi Padegi. So MIUI 12 Update Aapko Safeguard Rakhega. Or Apaki Personal Identity Ko Replace Kar Dega Koi Virtual Identity Se. So Dosto Ye Bhi Ek Kamaal Ka Feature Aane Wala Hai.
3. Use Virtual Identity Instead Of Gamil, Facebook :-
So Ha Dosto Es Feature Ka Aap Sabko Kab Se Intzaar Tha, Or Xiaomi Ne Ab Jakar MIUI 12 Me Isko Add Kiya Hai. Dosto Isme Kya Hota Hai Aap Apni Virtual Identity Ko Use Kar Sakte Hain. Jaise Aap Koi Website Ya Aap Browse Kar Rahe Hain Or Aapse Login Ki Request Ki Jati Hai Facebook Ya Gmail Se So, Yaha Aap Apni Virtual Identity Se Login Kar Sakte Hain. Or Aapka Personal Data Safe Rahta Hai.
4. Screen Stats & Usage :-
So Dosto Ye Ek Or MIUI 12 Me Screen Time Feature Aane Wala Hai. Jo Real Time Aapko Aapki Screen Usage Ke Bare Me Jankari Dega. Google Ke Digital Wellbeing Feature Ke Anusar Ye Feature Aapko Hourly, Daily & Weekly Report Provide Karega.
Aap Apne Mobile Me Aapne Ek Specific Period Me Kitni Bar Apne Mobile Ko Unlock Kiya. Iske Liye Ek Screen Time Limit Bhi Set Kar Sakte Hain.
5. Personalized Health App :-
So Guys, MIUI 12 Ek Personalized Health App Ke Sath Xiaomi Or Redmi Ki Devices Me Available Hoga. Because MIUI 12 Health App Baki Ke Similar Health App Se Kuch Jyada Acha Hone Wala Hai. Isme Aapko, Steps Recording, Swimming, Walking, Sleeping Or Running Jaise Features Dekhane Ko Milenge.
Xiaomi Ne Isme Ek Naya Feature Add Kiya Hai Jo Aapke Sleep Pattern Ko Track Karega.
✓ Blogging Kya Hai ? Puri Jankari
6. Customize Animation :-
So Yaha Dosto MIUI 12 Update Ek Physical Engine Ke Sath Aane Wala Hai. Jaha Aapko Different Animation Milenge. So Aap Apne Hisab Se Animation Change Kar Sakte Hain. Isme Aapko Bahut Sare Options Milenge Aap App Ko Open Karte Hain, Close Karte Hain Jaha Aap Animation Set Kar Sakte Hain.
7. Multitask :-
So Guys Aapko MIUI 12 Me Brand New Multitasking Feature Dekhane Ko Milega. Yaha Apako Multitask Ke Liye Badi Screen Milegi. So Aap Apns Xiaomi Devices Me Multitasking Or Jyada Ache Se Kar Payenge.
8. PiP Feature :-
So Dosto PIP Feature Matlab Ki Picture To Picture Aapko MIUI 12 Update Me Dekhane Ko Milega. Matlab Ki PIP Feature Me Aap Bahut Sare Apps Ko Windowed Karke Bhi Use Kar Sakte Hain Wo Bhi Without Loading Ke. Aap Same Window Me App Ko Dusri Aap Par Use Kar Sakte Hain.
9. Focus Mode :-
So Dosto Ye Ek Naya Feature MIUI 12 Update Me Dekhane Ko Milega. Jisme Aap Apne Mobile Ko 20 Minutes Se 180 Minutes Tak Focus Mode Me Dal Sakte Hain. Because Focus Mode Me Aane Wale Calls & Notification Silenced Rahenge. So Agar Aap Kisi Dusri Cheez Par Concentrate Karna Chahte Hain, Or Mobile Aapko Distrub Na Kare To Focus Mode Ko Aap Kam Me Le Sakte Hain.
To Dosto Ye Kuch Aise Features The Jo Xiaomi Ke Upcoming MIUI 12 Update Me Aane Wale Hain. So Dosto Next Article Me Hum Aapko Batayenge Ki Kin Kin Mobile Me MIUI 12 Update Milne Wala Hai. So Hamare Sath Jude Rahe. Hume Comments Karke Humse Bate Kijiye.
Happy To Help You. ????